Tera Khawan Main Tere Geet Gaawan Ya Rasoolallah
Tera Milad Mai Kyu Na Manawa Ya Rasoolallah
 
Suna Hai Aap Har Aashiq Ke Ghar Tashreef Laate Hai
Mere Ghar Me Bhi Ho Jaaye Charagan Ya Rasoolallah

Follow us