Teri Yaad Hai Mann Ka Chain Piya Naat Lyrics

Teri Yaad Hai Mann Ka Chain Piya
Jabse Lage Tore Sang Nain Piya

Jabse Lage Tore Sang Nain Piya
Meri Ro Ro Ke Kat Ti Hai Rain Piya

Dukh Aaye Sukh Bhaag Gaye
Mere Aish Gaya Mora Chain Piya

Armaan Sab Tum Pe Waarun
Waar Dun Konain Piya

Jiya Tarsat Hai Darshan Dijo
Sadka Hassan Hussain Piya

Salle Allah Kya Shaam Mein Hai
Maloom E Dil Ka Rain Piya

Mehr Ali Hai Hubbe Nabi
Hub E Nabi Hai Mehr Ali

Lahmuka Lahmi Jismuka Jismi
Farak Nahi Mabain Piya