Shane Ramzan Ayaa Char Soo Lyrics

Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo
Shane Ramzan Ayaa Char Soo

Zindagi Sabr Se Aashna Ho Gayi
Shanne Ramzan Dehr Mein Ayaa Ho Gayi
Jo Nazar Mein Nahi Tha Kinara Mila
Aisa Maahe Karam ka Sahara Mila

Ashk Aankhon Se Daaman Mein Aake Gira
Mujh Khatakaar Ko Kya Se Kya Kar gaya
Banda Karne Laga Rab Se Yoon Guftugu

Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo
Shane Ramzan Ayaa Char Soo

Barkate Yoon Falak Se Utarne Lagi
Kirne Jaise falak pe Bikharne Lagi
Silsila rehmaton Ka Dua Se Mila
Ne’maton Ka Ye Kaisa Mahina Mila
Aao Mil Bant Kar Baant Le Har Khushi

For Video
https://www.youtube.com/watch?v=SeWVwt29tGc