Kya Deene Mustafa Ko Jagaaya Hussain Ne
Karbal Me Saara Kunbaa Lutaaya Hussain Ne
Karbal Me Saara Kunbaa Lutaaya Hussain Ne
Aisa Namaaze Ishq Ka Sajda Adaa Kiya
Sar Ko Jhukaa Ke Arsh Hilaaya Hussain Ne
Darse Tawheed De Ke Ghulaamon Ko Aap Ne
Kufro Shirk Ki Garr Mitaaya Hussain Ne
Sajde Mein Sar Kataaya Hai Padh Kar Namaaze Ishq
Neze Pe Chadh Quraan Sunaaya Hussain Ne