Charon Taraf Noor Chahya
Aaqa Ka Milad Aaya
Khushiyon Ka Pegham Laya
Aaqa Ka Milad Aaya
Shams-O-Qamar Aur Taaray,
Khushiyon Ka Pegham Laya
Aaqa Ka Milad Aaya
Shams-O-Qamar Aur Taaray,
Kyun Na Ho Khush Aaj Saaray
Unse Hee Tou Noor Paaya,
Aaqa Ka Milad Aaya
Khushiyan Manatay Hain Wohi,
Unse Hee Tou Noor Paaya,
Aaqa Ka Milad Aaya
Khushiyan Manatay Hain Wohi,
Dhoomain Machatay Hain Wohi
Jinn Per Hua Unka Saaya,
Aaqa Ka Milad Aaya
Hai Shaad Har Ek Musalmaan,
Jinn Per Hua Unka Saaya,
Aaqa Ka Milad Aaya
Hai Shaad Har Ek Musalmaan,
Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan
Galiyun Ko Bhi Jagmagaya,
Aaqa Ka Milad Aaya
Galiyun Ko Bhi Jagmagaya,
Aaqa Ka Milad Aaya
Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhe
Noori Bashar Jaanay Jou Unhe
Na’ara Ussi Ne Lagaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Jou Aaj Mehfil Main Aaye
Na’ara Ussi Ne Lagaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Jou Aaj Mehfil Main Aaye
Man Ki Muradein Woh Paaye
Sab Par Karam Ho Khudaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Ghous Ul Wara Aur Data Ne
Sab Par Karam Ho Khudaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Ghous Ul Wara Aur Data Ne
Mere Raza Aur Khuwaja Ne
Sab Ne Hee Din Ye Manaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Na’at-e-Nabi Tum Sunao
Sab Ne Hee Din Ye Manaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Na’at-e-Nabi Tum Sunao
Ishq-e-Nabi Ko Badhao
Hum Ko Raza Ne Sikhaia
Aaqa Ka Milad Aaya
Jiss Ko Shajar Jaantay Hain
Hum Ko Raza Ne Sikhaia
Aaqa Ka Milad Aaya
Jiss Ko Shajar Jaantay Hain
Kehna Hajar Maantay Hain
Aisa Nabi Hum Ne Paaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Dil Jagmaganay Lagay Hain
Aisa Nabi Hum Ne Paaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Dil Jagmaganay Lagay Hain
Sab Muskaranay Lagay Hain
Ik Kaif Sa Aaj Chahya
Aaqa Ka Milad Aaya
Kar Ae Ubaid Unki Midhat
Ik Kaif Sa Aaj Chahya
Aaqa Ka Milad Aaya
Kar Ae Ubaid Unki Midhat
Tujh Per Khuda Ki Ho Rehmat
Tu Ne Muqqadar Ye Paaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Tu Ne Muqqadar Ye Paaya
Aaqa Ka Milad Aaya