Makka Madina Door Hai Jaana Zaroor Hai Naat Lyrics

Makka Madina dur hai jaana zaroor hai
Makka madina dur hai jaana zaroor hai
Jaana zaroor hai jaana zaroor haa jaana zaroor hai

Makka Madina Door Hai Jaana Zaroor hai….

Mere Aaqa ka Noorani Dar kitna suhana
Subh o masa aate hai  farishte us dar par rozana
Kya khoob Noor hai
Kya khoob Noor haa
Kya khoob Noor haa
Kya khoob Noor hai

Makka Madina, Madina, Makka madina dur hai jaana zaroor hai
Makka Madina dur hai jaana zaroor hai
Makka Madina dur hai jaana zaroor hai

Wo din Maula jald dikhaaye jab dekhu Madina
Mere Aaqa ke Qadmo se ho purnoor seena
Jalwo ka toor hai
Jalwo ka toor haa
Jalwo ka toor hai
Jalwo ka toor hai

Makka Madina dur hai jaana zaroor hai
Makka Madina dur hai jaana zaroor hai
Jaana zaroor hai jaana zaroor hai jaana zaroor hai

Moula dil ka zang chchuda de tu zikr o durood se
Bakhshish ki saugaat mai paau Darbaar e Huzoor se
Maula Gafoor hai
Maula Gafoor haa
Moula Gafoor hai
Moula Gafoor hai

Makka madina dur hai jaana zaroor hai
Makka madina dur hai jaana zaroor hai

Kaash tumhare dar pe pada ho ye Rizwan tumhara
Dono jahaan me siwa tumhare koi nahi hai sahara
Yahi sha’uoor hai

Makka madina dur hai jaana zaroor hai
Makka madina dur hai jaana zaroor hai
Jaana zaroor hai jaana zaroor hai jaana zaroor hai

Makka madina dur hai jaana zaroor hai
Makka madina dur hai jaana zaroor hai